![]() |
| —
Funny Shayries — |
||||
| Home | Findoo! | ||||
| Arz kiya hai ! | ||||
Ladki:
Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahi
Mohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahi Ladka: Chandni chand
se hogi to sitaron ka kya hoga |
||||
Woh jab chalti hai
to raahon main 100-100 ke note bichata hoon Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon |
||||
Dil hai tera dariyaa....Aankhen hain
teri Jheel So my darling ... What's The Big-Deal ?? |
||||
Industrian sari mere yaar kha gaye Meri Sari jaydaaad rishtedar kha gaye Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating banaye mazar to minaar kha gaye |
||||
Yeh zulfain hain
tumhari, ya resham ke jaal, Kitne khush-naseeb hain vo choohe Jin hon ne kutre tere baaal |
||||
Kuch Kuch Hota Hai........., Exam paas aaye...., sir mera dukhaye..... Teacher ne na jaaane kyun..., dande dikhaye....., Ab to mera sir......, jaage na sota hai...., Kya karoon haye...., kuch kuch hota hai.... |
||||
Maine tumhare yadon
mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye |
||||
Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma lag gaya |
||||
Bolaa dukaan-daar,
ke kyaa chahiye tumhain Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge |
||||
Aaakhain taras gaye
tumhara khyal aa gaya Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya |
||||
Gul Gaye Gulshan
Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye |
||||
Mard taange waala Hoon main mard taaange wala Mujhe teacher kya marega Main To Hoon Principal Ka Saala |
||||
| Home | Findoo! | ||||
|